is jaankari ko chhod dein

jeevan ke usool

Marriage and Family

kya shastra mein koi salah hai, jisse mera parivar sukhi ho sakta hai?

pavitra shastra bible mein di badhiya salah par chalne se laakhon parivaron mein khushiyaan aayi hain.

kya pavitra shastra samlaingik shaadi ke baare mein kuch batata hai?

shaadi ke intazam ki shurooat karnevala behtar jaanta hai ki shaadi ke bandhan ko khushhal aur atoot kaise banaya jaa sakta hai.

kya pavitra shastra talak lene ki ijazat deta hai?

jaaniye ki parmeshvar kis baat ki ijazat deta hai aur kis baat se nafrat karta hai.

kya ek se zyada shaadi karna sahi hai?

kya yah vichar parmeshvar ka tha? dhyan deejiye ki pavitra shastra ek se zyada shaadi karne ke baare mein kya kehta hai.

‘apne maata-pita ka aadar karne’ ka kya matlab hai?

aapko shaayad yah jaankar hairani hogi ki is aagya ka matlab kya nahin hai.

pavitra shastra buzurg maata-pita ki dekhbhal ke baare mein kya kehta hai?

bible mein aise vafadar logon ke udahran diye gaye hain jinhonne apne buzurg maata-pita ki dekhbhal ki. ismein achhi salah bhi di gayi hai jo dekhbhal karnevalon ki madad kar sakti hai.

faisle

pavitra shastra garbhpat ke baare mein kya batata hai?

insan ke jeevan ki shurooat kab hoti hai? kya parmeshvar us insan ko maaf karega jisne garbhpat karvaya hai?

makeup karne aur gehne pehanne ke baare mein bible kya batati hai?

kya shastra is tarah sajne-sanvarne ko galat thehrata hai?

sharab ke baare mein bible kya kehti hai? kya use peena paap hai?

bible daakh-madira aur isi tarah ki doosri cheezen peene ke liye mana nahin karti, balki batati hai ki agar inhein had mein rehkar liya jaaye to inse man khush hota hai.

kya dhoomrapan karna paap hai?

bible mein dhoomrapan ka zikra nahin kiya gaya hai, to is saval ka javab jaanna kaise mumkin hai?

kya jooa khelna paap hai?

bible mein jooebazee par zyada jaankari nahin hai. to fir hum kaise jaan sakte hain ki is baare mein parmeshvar kya kehta hai?

pavitra shastra doosron ki madad karne ke baare mein kya batata hai?

kis tarah ki madad se parmeshvar khush hota hai?